Friday, May 21, 2010

Gustakhana khakon ki ashaat aur unka ruda amal

Aj kal jo kuch dunya main ho raha ha wo kisi sa dhaka chupa nahe ha.Musalmano ka jo aj haal ha wo inki appni harqaton ka natija ha aghr wo mil jul kr atehad sa rahen tu kisi main himat na ho ka inka khilaf koi galat kadam utha sakain.Gair muslim musalmano ka khilaf shoro sa sazishain krta aae hain kyun ka wo un sa khoff khata hain ka kahen ya ikhata na hojain aghar hogae tu in ki bartari khatam hojae gi.
Ghustakahan kahakon ki facebook pr ashaat ka baad muslim dunya main aik haal chal c mach gae ha muzahira ho raha hain is amaal ki jitni bhe muzhamat ki jae wo kam ha.Pakistan na aik acha kadam uthata howa us pa pabandi aaid krdi ha aur isko dekhta howa Saudia arabia na bhe aaid ki sawal ya uthta ha ka ka dunaya main 56 muslim countries hain aur sirf do na qadam uthaya ha baqi sab ka so raha hain kya Muhammad(S.W.A) ka liya wo kuch nahe kr sakta jinhon na hm bhatka howon ko sidhi raah dikhai dosra muslim mumalik ko bhe kuch krna chaheya wrna ya log isi trhan sazish krta rahen ga aur hm mo dekhta rahin ga